Pal bhar thehar jao Dil yeh sambhal jaaye Kaise tumhein roka karoon Meri taraf aata har gam fisal jaaye Aankhon mein tumko bharoon Bin bole baatein tumse karoon Agar tum saath ho Agar tum saath ho Behti rehti nahar nadiya si Teri duniya mein Meri duniya hai teri chahaton mein Main dhal jaati hoon teri adaton mein Agar tum saath ho Teri nazron mein hain tere sapne Tere sapno mein hain naraazi Mujhe lagta hai ki baatein dil ki Hoti lafzon ki dhokhebaazi Tum saath ho ya na ho kya fark hai Bedard thi zindagi bedard hai Agar tum saath ho Agar tum saath ho Palkein jhapakte hi din yeh nikal jaaye Baithi baithi bhaagi phiroon Meri taraf aata har gam fisal jaaye Aankhon mein tumko bharoon Bin bole baatein tumse karoon Agar tum saath ho Agar tum saath ho Teri nazron mein hain tere sapne Tere sapno mein hain naraazi Mujhe lagta hai ki baatein dil ki Hoti lafzon ki dhokhebaazi Tum saath ho ya na ho kya fark hai Bedard thi zindagi bedard hai Agar tum saath ho Agar tum saath ho Dil yeh sambhal jaaye Agar tum saath ho Har gam fisal jaaye Agar tum saath ho Dil yeh nikal jaaye Agar tum saath ho Har gam fisal jaaye