Boondein Kya Kehti Hai Suno Jee Bhar Ke Pyaar Humse Karo Boondein Kya Kehti Hai Suno Jee Bhar Ke Pyaar Humse Karo Adhoora Aaj Naa Apna Koyi Bhi Khaab Reh Jaaye Bina Poori Tarah Bheege Ab Chain Naa Aaye Tamanna Hai Ke Zoron Ki Barsaat Ho Jaaye Bina Poori Tarah Bheege Ab Chain Naa Aaye Tamanna Hai Ke Zoron Ki Barsaat Ho Jaaye Baadalon Ki Tarah Tum Pe Chaa Jaaun Main Aaj Poori Tarah Tera Ho Jaaun Main Bijliyaan Gir Rahi Hain Yahan Se Wahan Chhod Ke Main Tumhein Jaaun Bhi To Kahan Lagi Hai Aag Kuchh Aisi Bujhaaye Bujh Nahin Paaye Mujhe Jiss Baat Ka Darr Tha Woh Aaj Ho Jaaye Tamanna Hai Ke Zoron Ki Barsaat Ho Jaaye Bina Poori Tarah Bheege Ab Chain Naa Aaye Tamanna Hai Ke Zoron Ki Barsaat Ho Jaaye Tamannaon Ki Baarish Mein Dilon Ko Bheeg Jaane Do Naya Sa Mod Ek De Do Mohabbat Ke Fasaane Ko Chale Aandhin Chale Toofan Chale Yeh Silsila Yun Hi Simat Jaao Lipat Jaao Tumhein Naa Aaj Rokungi Nazara Iss Tarah Ka Ho Paani Bhi Jal Jaaye Tamanna Hai Ke Zoron Ki Barsaat Ho Jaaye Bina Poori Tarah Bheege Ab Chain Naa Aaye Tamanna Hai Ke Zoron Ki Barsaat Ho Jaaye