Vakratunda mahakaaya Suryakoti samaprabhaa Nirvighnam kurumey deva Sarvakaryeshu sarvada Jai jai jai ganesha Jai jai jai ganesha (3) Shatruon se na haare Bhakt deva tumhare Teri jyoti se Raushan hai sara jahaan Doobte ko kinaare Milte hai tere dwaare Teri marzi ke aage hai Koyi kahaan Teri jwala jale seene mein mere Teri bhakti hai meri vijay ganesha Jai jai jai ganesha Jai jai jai ganesha (5) Devtaon ke nayak Vinayak ho tum Teenon loko ke swaami Sahayak ho tum Haan devtaon ke nayak Vinayak ho tum Teeno loko ke swaami Sahayak ho tum Sabse pehle tumhein Poojta hai jagat Riddhi siddhi ke deva Pradayak ho tum Kaal mutti main hai Charnon mein tere Na hi mrityu ka Mujhko hai bhay ganesha Jai jai jai ganesha Jai jai jai ganesha (5) Mangal daayak hey gajnayak Hey lambodar bandan Hey gajkarmak siddhivinayak Mere mahodar bandan Hey vighneshvar hey pitambar Shrishti kripa kar bandan He prathmeshwar hey ekaakshar Koti gadadhar bandan Jai jai jai ganesha Jai jai jai ganesha Jai jai jai ganesha Jai jai jai ganesha