Ye Chehre Meheke Hain, Oh Yeah Ye Naghme Bikre Hain, Oh Yeah Dilfareb Si Hai Raunak-E-Jahan Dilfareb Hai Ye Saari Chahat-E-Jahan Na Koi Khafa Na Bewafa Hai Yahan Na Koi Juda Na Gumshuda Hai Yahan Kya Kamaal Hai Kya Kamaal Hai Na Musibatein Na Malaal Hai Saara Jag Ye Lagta Dukh Se Khaali Ranga Li Khushiyon Mein Khushhali Saare Sadme Rehte Apni Had Mein Ye Kadd Mein Chhote Phoolon Se Bhi Chhote Dukhon Wale Sikke Khote Chhote Phoolon Se Bhi Chhote Sikke Dukhon Ke Sabhi Ke Khote Na Chalte The Na Chalte Hai Yahan Na Koi Waham Na Beraham Hai Yahan Na Koi Zulm Na Hi Zakhm Hai Yahan Kya Kamaal Hai Kya Kamaal Hai Na Shikayatein Na Sawaal Hai Yaara Sun Le O Yaara Jhagdon Ka Maara Bewajah Saara Jalta Jahan Ye Tera Mera Hai Bacha Le Ise Na Sharafaton Ka Jawaal Hai Na Mohabbaton Ka Akaal Hai Ho Ho, Kya Kamaal Hai, Kamaal Hai Kya Kamaal Hai, Kamaal Hai Ho Ho, Kya Kamaal Hai, Kamaal Hai Kamaal Hai, Kamaal Hai Kya Kamal Hai, Kya Kamal Hai.. Ho Ho, Kya Kamaal Hai, Kamaal Hai Kya Kamaal Hai, Kamaal Hai Ho Ho Ho Ho.. Ho Ho, Kya Kamal Hai