Main badhiya tu bhi badhiya Shaadi kar le saawariya Phootengi phir phuljhadiyan Badhiya badhiya Main badhiya tu bhi badhiya Par main azad hoon chidiya Rakh tu apni phuljhadiyan Badhiya badhiya Chatt mangi kar patt mangi Mujhe patni bana le jhatt patt apni Sun pagli main chhora jungli Arre kaahe ko banana chahe meri chatni Aaha aaha Main badhiya tu bhi badhiya Par main azad hoon chidiya Rakh tu apni phuljhadiyan Badhiya badhiya Sun sajna kal aaya sapna Maine sapne mein dekha mandap apna Sab taare the barati Sang naach rahe suraj chanda Jaag ja re pagli tu Sapna nahi hai yeh hai durghatna, durghatna Suraj se mandap jal jayega Mujhe nahi pakna, mujhe nahi pakna Aaha aaha Main badhiya tu bhi badhiya Hum kyun phoonkein yeh duniya Rakh tu apni phuljhadiyan Badhiya badhiya Badhiya badhiya Badhiya Samjhe aan, badhiya