Thodi meethi, thodi teekhi Pind mein ladki aa gayi hai Haaye re taube mach gaye hain Sabki latki subah Tujhe aankhon mein bharne ke liye Kar rahe jagraate Tere husn ke kitne charche hain Sansani khabar yahaan Chale naa jaadu kaala Tone par langar daala Ghus gaye saare dekho tantar-mantar Nazarbattu main tera bana Haan main tera bana Oye main tera bana Haan haan main tera bana Nazarbattu… Buri nazron ka pehra bana Haan main pehra bana Oye main pehra bana Haan haan main pehra bana Nazarbattu… Thodi khalbali Thodi chulbuli Aafat ki pudiya ye oye Adaa nasheeli dekh ke Kitno ka paara chadha Tu door rahe bure saaye se Khud baandhe kaale dhaage Itr ki mehak se teri Badla badla mera jahaan Chale naa jaadu kaala Tone par langar daala Ghus gaye saare dekho tantar-mantar Nazarbattu main tera bana Haan main tera bana Oye main tera bana Haan haan main tera bana Nazarbattu… Buri nazron ka pehra bana Haan main pehra bana Oye main pehra bana Haan haan main pehra bana Nazarbattu… Rrrrr… aaha Wegu wegu oolala le… Uhuhu… Heer, Juliet, Sahiba sab ne daala tha khana Ranjha, Mirza, Romeo inka likha tha baste jaana Aashiq bhola bhala kahaniyon kisson ne maana Nazarbattu main tera bana Haan main tera bana Oye main tera bana Haan haan main tera bana Nazarbattu… Buri nazron ka pehra bana Haan main pehra bana Oye main pehra bana Haan haan main pehra bana Nazarbattu…