Nikle The Kabhi Hum Ghar Se Ghar Dil Se Magar Nahi Nikla Ghar Basa Hai Har Dhadkan Mein Kya Karein Hum Aise Dil Ka Badi Door Se Aaye Hain Badi Der Se Aaye Hain Par Yeh Na Koyi Samjhe Ham Log Paraye Hain Katt Jaaye Patang Jaise Aur Bhatke Hawaon Mein Sach Puchho Toh Aise Din Humne Bitaye Hain Par Yeh Na Koyi Samjhe Ham Log Paraye Hain Yahi Nagar Yahi Hai Basti Aankhein Thi Jise Tarasti Yahan Khushiyan Thi Kitni Sasti Jaani Pehchani Galiyan Lagti Hai Puraani Sakhiyan Kahan Kho Gayi Woh Rang Raliyan Baazaar Mein Chai Ke Dhabe Bekaar Ke Shor Sharaabe Woh Dost Woh Unki Baatein Woh Sare Din Sab Raatein Kitna Gehra Tha Gham Inn Sab Ko Khone Ka Yeh Keh Nahi Paaye Ham Dil Mein Hi Chhupaye Hain Par Yeh Na Koyi Samjhe Ham Log Paraye Hain Nikle The Kabhi Hum Ghar Se Ghar Dil Se Magar Nahi Nikla Ghar Basa Hai Har Dhadkan Mein Kya Karein Hum Aise Dil Ka Kya Humse Hua Kya Ho Na Saka Par Itna Toh Karna Hai Jis Dharti Pe Janme The Uss Dharti Pe Marna Hai Jis Dharti Pe Janme The Uss Dharti Pe Marna Hai