Tann lade toh tann mukk jaye Rooh jude toh judi reh jaye Tujhse kiya hai dil ne bayan Kiya nigahon ko zubaan Waada wafa ka kiya Tujhse liya khud ko mila Liya duaaon ka sila Jeene ka sapna liya Dil ke makaan mein Tu mehmaan rahaan rahaan Aankhon ki zubaan Kare hai bayan kaha aankaha Kuch toh hai tujhse raabta Kuch toh hai tujhse raabta Kyun hai yeh kaise hai yeh tu bata Kuch toh hai tujhse raabta Kuch toh hai tujhse raabta Meherbani jaate jaate mujhpe kar gaya Guzarta saa lamha ek daaman bhar gaya Tera nazara mila, roshan sitara mila Taqdeer ka jaise koi ishaara mila Tera ehsaan lage hai jahan mein khila Haan khila.. Sapno mein mere tera hi nishaan mila Haan mila.. Kuch toh hai tujhse raabta Kuch toh hai tujhse raabta Kyun hai yeh kaise hai yeh tu bata Kuch toh hai tujhse raabta Hadh se zyaada mohabbat hoti hai jo Kehte hain ke ibaadat hoti hai woh Qusoor hai ya koi ye fitoor hai Kyun lage sab kuch andhera hai Bas yeh hi noor hai (x2) Jo bhi hai manzoor hai.. Kuch toh hai tujhse raabta Kuch toh hai tujhse raabta Kyun hai yeh kaise hai yeh tu bata Kuch toh hai tujhse raabta Kuch toh hai tujhse raabta Na jaane kya pata…