Itna Makeup Laga Ke Kab Tak Rasta Dekhun Sajna Main Pagli Nahi Jo Saal Bitaun Piya O Tere Bina Itna Makeup Laga Ke Kab Tak Rasta Dekhun Sajna Main Pagli Nahi Jo Saal Bitaun Piya O Tere Bina Tere Sang Kadam Bharke Main Taaron Tak Sath Chalungi Kuchh Taare Chunn Lena Iss Baar Meri Tu Maang Sajana Sabki Baaratein Aayi Sabki Baratein Aayi Doli Tu Bhi Laana Dulhan Banake Humko Raja Ji Le Jaana Sabki Baratein Aayin Kangan Mein Diamond Asli Har Ik Ki Nazar Hai Fisli Ek Tu Hi Missing Sight Se Mere Lips Pe Hassi Hai Nakli Aashiq Mera Jaali Nikla Waade Ka Khaali Nikla Itna Kyun Soch Raha Jaldi Tu Hero Banke Aana Sabki Baaratein Aayi Sabki Baratein Aayin Doli Tu Bhi Laana Dulhan Banake Humko Raja Ji Le Jaana Sabki Baratein Aayi Waade Poore Main Karunga Phere Bhi Sath Hi Lunga Thoda Wait Tu Kar Le Baby Taaron Se Maang Bharunga Doli Hai Ready Kab Se Tune Call Kiya Tha Tab Se Sherwani Raste Mein Hai Sehra Bhi Order Karwaya Chal Hatt! Hehe Sabki Baratein Aayi Sabki Baratein Aayin Doli Main Bhi Launga Dulhan Bana Ke Tujhko Sang Apne Le Jaunga Sabki Baratein Aayi Sabki Baratein Aayin Doli Tu Bhi Laana Dulhan Banake Humko Raja Ji Le Jaana Sabki Baratein Aayi