Tenu itna main pyar karaan Ik pal vich sau baar karaan Tu jaave je mainu chhad ke Maut da intezaar karaan Ke tere liye duniya chod di hai Tujhpe hi sans aake rukhe Main tujhko kitna chahta hoon Ye tu kabhi soch na sake Ke tere liye duniya chod di hai Tujhpe hi sans aake rukhe Main tujhko kitna chahta hoon Ye tu kabhi soch na sake Kuch bhi nahi hai ye jahan Tu hai to hai ismein zindagi Kuch bhi nahi hai ye jahan Tu hai toh hai isme zindagi Ab mujhko jaana hai kahan Ke tu hi safar hai aakhiri Ke tere bina jeena mumkin nahi Na dena kabhi mujhko tu faasle Main tujhko kitna chahati hoon Ye tu kabhi soch na sake Tere liye duniya chod di hai Tujhpe hi saans aake rukhe Main tujhko kitna chahta hoon Ye tu kabhi soch na sake Ankhon ki hai yeh khwahishein Ki chehre se teri na hatein Neendon mein meri bas tere khwabon ne li hai karwatein Ki teri ore mujhko leke chale Ye duniya bhar ke sab rastein Main tujhko kitna chahta hoon Ye tu kabhi soch na sake Tere liye duniya chod di hai Tujhpe hi sans aake rukhe Main tujhko kitna chahta hoon Ye tu kabhi soch na sake