Tu hai sautan name ki Pathshala prem ki Hum angootha chhaap Imtehaan legi kya Tu hai sautan name ki Pathshala prem ki Hum angootha chhaap Imtehaan legi kya Dhadkano ki chaal pe Iss keharwa taal pe Le chuki aalaap Uspe taan legi kya Suraiyya jaan legi kya? Suraiyya jaan legi kya? Suraiya bas kar bas kar yaar Suraiya jaan legi kya? Suraiya-jaan meri jaan Meri jaan legi kya? Suraiya jaaaan legi kya? Haaye ghar Suraiyya-jaan ke Sar jhuka ke aaye ho De chuki hai darsan Ab parshaad degi kya Ghar Suraiyya-jaan ke Sar jhuka ke aaye ho De chuki hai darsan Ab parshaad degi kya Sabka dil behla huki Thumriya bhi gaa chuki Baandh ke ab saath mein Aulaad degi kya? Suraiyya jaan degi kya? Suraiyya jaan degi kya? Suraiyya bas kar bas kar yaar Suraiyya jaan legi kya? Suraiyya-jaan meri jaan Meri jaan legi kya? Nahi toh jaan degi kya? Hoye meri nazron mein sab ek hai Meri nazron mein sab ek hai Kya General kya sipahiya Sab ke dil mein khushfehmi hai Wo hi hai mera saiyaan Haan do pal ki gustaakhi toh Haste haste deti hai Mohabbat ka darja Suraiyya Are are are Kal ko upar jaana hai Jaake muh dikhana hai Thoda toh sudhar ja Suraiya Are bas bhi kar Suraiyya Rab se darr Suraiyya Hai dil tera ya patthar Suraiyya Saari jaydaat aur mehakmein Likh diye hai inhone tere haq mai Inn thago se inn thago se inn thago se Ab tu Hindostan legi kya…? Suraiyya jaan legi… haan!