Duniya nahi chahiye Tu duniya meri humsafar Jaana hai mujhko kahan Tu hi mera ghar Sab ki hain apni manzilein Sabka hai apna safar Hum akele sheher mein Bhatke hai dar badar Duniya nahi chahiye Tu duniya meri humsafar Tere hathon pe mehendi Mere naam ki ho ye armaa hai Chahe mile daulaton ka samandar Humko ab kya karna hai Tujhse na bichde kabhi Lagta hai ab ye dar Kat jayega ye jayega safar Jo humsafar mera hai hai tu Ye sochkar humko naaz hai Haan mera, mera hai tu Ache lagte hain saath hum Lag jaaye na nazar Duniya nahi chahiye Tu duniya meri humsafar Jaana hai mujhko kahan Tu hi mera ghar Sab ki hain apni manzilein Sabka hai apna safar Hum akele sheher mein Bhatke hai dar badar Duniya nahi chahiye Tu duniya meri humsafar