In Haathon Mein Jab Se Hai Aaya Yeh Haath Tumhara Jaise Dariya Ki Halchal Ko Mil Jaaye Koi Kinaara Tumhare Sang Aawargi Bhi Aawargi Bhi Deti Hai Jaise Sukoon Tumhare Sang Har Ek Lamha Har Ek Lamha Yaadein Nayi Main Bunoon Tum Ho Toh Subaha Nayi Hai Tum Ho Toh Shaamein Haseen Hai Ik Duniya Sapnon Si Hai Tum Ho Toh Ispe Yakeen Hai Tum Ho Toh Sab Achha Hai Tum Ho Toh Waqt Thama Hai Tum Ho Toh Yeh Lamha Hai Tum Ho Toh Isme Sada Hai Tum Ho Toh Is Lamhein Mein Sada Hai Tum Mile In Dardon Mein Raahat Banke Tum Mile Ek Sufi Ki Chahat Banke Main Kya Kahun Koi Lafz Hi Qabil Nahi Hai Par Mujhko Itna Hai Pata Tumhari In Aankhon Se Saare Aankhon Se Saare Le Loon Andhere Tere Meri Jaan Abhi Baatenge Milke Baatenge Milke Saare Savere Mere Tum Ho Toh Dhoop Hai Maddham Tum Ho Toh Chhaon Hai Har Dam Tum Ho Toh Haq Mein Hai Mere Aate Jaate Yeh Mausam Tum Ho Toh Sab Achha Hai Tum Ho Toh Waqt Thama Hai Tum Ho Toh Yeh Lamha Hai Tum Ho Toh Isme Sada Hai Hum Na Jaane Aise Hum Kab Hasse The Hum Aise Hi Besabab Jee Rahe The Meri Yeh Duayein Sunn Li Kisi Ne Lagta Hai Sach Mein Khuda Hai Aise Toh Koi Bhi Milta Kahan Hai Jaise Mujhko Tu Mila Tumhare Sang Jo Bhi Mila Hai Ab Ek Pal Bhi Khona Nahi Hai Mujhe Tumhare Sang Raaton Mein Jag Ke Dekhun Tumhein Bas Sona Nahi Hai Mujhe Tum Ho Toh Sab Achha Hai Tum Ho Toh Waqt Thama Hai Tum Ho Toh Yeh Lamha Hai Haan Isme Hi Toh Sada Hai Tum Ho Toh Jo Tum Ho Toh Jo Tum Ho Toh Tum Ho Toh Tum Hi Tum Ho