Kinjal Dave Garba 2026 |  Atul Purohit Garba 2026 |  Falguni Pathak Garba 2026 |  Geeta Rabari Garba 2026 |  Aishwarya Majmudar Garba 2026
Bhoomi Trivedi Garba 2026 |  Jigardan Gadhavi Garba 2026 |  Latest Bollywood Songs |  Upcoming Hindi Movies |  Box Office Collection
Home >> Movies >> Riya Kishanchandani Songs >> Thoda Thoda Pyaar

Thoda Thoda Pyaar - Riya Kishanchandani (1970)

Singers: Stebin Ben

Starring: Sidharth Malhotra, Neha Sharma

Lyrics - Thoda Thoda Pyaar - Riya Kishanchandani 1970 Song

Teri Nazar Ne Yeh Kya Kar Diya
Mujhse Hi Mujhko Juda Kar Diya

Teri Nazar Ne Yeh Kya Kar Diya
Mujhse Hi Mujhko Juda Kar Diya
Main Rehta Hoon Tere Paas Kahin
Ab Mujhko Mera Ehsaas Nahi
Dil Kehta Hai Kasam se

Ke Thoda Thoda Pyaar Hua Tumse
Ke Thoda Ikraar Hua Tumse
Ke Thoda Thoda Pyar Hua Tumse
Ke Thoda Ikraar Hua Tumse

Ke Zyada Bhi Hoga Tumhi Se
Ke Thoda Thoda Pyar Hua Tumse

Meri Aankhon Ki Dua Hai
Yeh Chehra Tera
Ab Dekhe Bin Tujhe
Na Guzara Ho Mera

Meri Aankhon Ki Dua Hai
Yeh Chehra Tera
Ab Dekhe Bin Tujhe
Na Guzara Ho Mera

Main Saans Bhi Loon
Tujhe Chahe Bina
Ab Hoga Na Yeh Humse

Ke Thoda Thoda Pyaar Hua Tumse
Ke Thoda Ikraar Hua Tumse
Ke Thoda Thoda Pyar Hua Tumse
Ke Thoda Thoda Pyar Hua Tumse

Ke Zyada Bhi Hoga Tumhi Se
Ke Thoda Thoda Pyar Hua Tumse
Ke Thoda Thoda Pyar Hua Tumse

Ke Zyada Bhi Hoga Tumhi Se
Ke Thoda Thoda Pyar Hua Tumse

Download Thoda Thoda Pyaar