Kinjal Dave Garba 2026 |  Atul Purohit Garba 2026 |  Falguni Pathak Garba 2026 |  Geeta Rabari Garba 2026 |  Aishwarya Majmudar Garba 2026
Bhoomi Trivedi Garba 2026 |  Jigardan Gadhavi Garba 2026 |  Latest Bollywood Songs |  Upcoming Hindi Movies |  Box Office Collection
Home >> Movies >> Bade Miyan Chote Miyan (2024) >> Wallah Habibi

Wallah Habibi - Bade Miyan Chote Miyan (2024)

Singers: Vishal Dadlani, Vishal Mishra, Dipakshi Kalita

Starring: Akshay Kumar, Tiger Shroff, Manushi Chhillar, Alaya F

Lyrics - Wallah Habibi - Bade Miyan Chote Miyan 2024 Song

Welcome To The World Of BM And CM
Bade Miyan The Khiladi
And CM The Baaghi

Rait Pe Paon Tere
Yoon Thirakte Kaarvaan Mein
Jis Tarah Lau Mashalon Ki
Machalti Hai Hawa Mein

Chaand Aadha Kare
Chehre Ki Teri Yeh Naqaabein
Teri Aankhon Mein
Saare Shayaron Ki Hai Kitabein

Tarbatar Tu Khushbuon Se Hai
Mil Gayi Tu Majnuon Se Hai
O Marhabi O Marhabi
Aa Ishq Tu Jaga De

Wallah Habibi
Wallah Habibi

Karaar Na Mile
Mayaar Na Mile
Haan Pyar Na Mile
Tareef Se Baazaar Mein

Woh Husn Kya Bhala
Woh Kya Hai Aashiqui
Sawaar Na Sake Jo Pyar Mein
Jo Pyar Mein

Tarbatar Tu Khushbuon Se Hai
Mil Gayi Tu Majnuon Se Hai
O Marhabi O Marhabi
Aa Ishq Tu Jaga De

Wallah Habibi
Wallah Habibi

Download Wallah Habibi