Latest Bollywood Songs |  Upcoming Hindi Movies |  Upcoming Tamil Movies |  Upcoming Telugu Movies|  Box Office Collection
Home >> Movies >> Bhool Chuk Maaf (2025) >> Sawariya Tera

Sawariya Tera - Bhool Chuk Maaf (2025)

Singers: Raghav Chaitanya, Varun Jain, Suvarna Tiwari, Pravesh Mallick, Priyanka Sarkaar

Starring: Rajkummar Rao, Wamiqa Gabbi

Lyrics - Sawariya Tera - Bhool Chuk Maaf 2025 Song

Jatt Patt Aaj Sheene Lagg Jaa Gujariya
Ruk Ruk Pyaar Waale Barshe Badariya
Ek Pal Nain Mile
Ek Pal Chain Mile
Ghar Dhar Chhod Aaja Dil Ki Aatariya

Phoolon Waali Car Leke Aaunga Ji Main
Shaadi Waale Suit Mein Le Jaaunga Ji Main

Phoolon Wali Car Leke Aaunga Ji Main
Shaadi Waale Suit Mein Le Jaaunga Ji Main

Tingling Tingling..

Charcha Mein Chachi Ke Chaubaare
Rangeele Hain Nazaare
Naya Hai Jo Nazariya Tera

Ab Na Kisi Ko Koi Shanka
Baja Hai Aisa Danka
Main Pyaasa Tu Hai Dariya Mera

Naachegi Saari Yeh Nagariya
Khushi Ki Hai Khabariya
Banunga Main Saanwariya Tera

Tingling Tingling..

Phoolon Wali Car Leke Aaunga Ji Main
Shaadi Waale Suit Mein Le Jaaunga Ji Main

Naachegi Saari Yeh Nagariya
Khushi Ki Hai Khabariya
Banunga Main Saanwariya Tera

Tingling Tingling..

Jatt Patt Aaj Sheene Lagg Jaa Gujariya
Ruk Ruk Pyaar Waale Barshe Badariya
Ek Pal Nain Mile
Ek Pal Chain Mile
Ghar Dhar Chhod Aaja Dil Ki Aatariya

Tingling Tingling..

Jo Bhi Humne Socha Vichaara
Poora Hoga Saara
Jaisa Koi Joda Nahi Hai
Waisa Jod Hamaara

Ab Dard Mita
Ik Rog Hata
Ik Fikar Ghata Mera

Jo Sakht Laga
Ik Lakht Laga
Woh Waqt Kata Mera

Naachegi Saari Yeh Nagariya
Khushi Ki Hai Khabariya
Banunga Main Saanwariya Tera

Tingling Tingling..

O Jagmag Jagmag Jyoti Jaisa Chhora
Chaandi Ka Katora
Hua Ri Bannno Tohara Hua

O Jagmag Jagmag Jyoti Jaisi Chhori
Chaandi Ka Katori
Hui Re Banne Tohari Hui

Tingling Tingling..

Download Sawariya Tera