Kinjal Dave Garba 2026 |  Atul Purohit Garba 2026 |  Falguni Pathak Garba 2026 |  Geeta Rabari Garba 2026 |  Aishwarya Majmudar Garba 2026
Bhoomi Trivedi Garba 2026 |  Jigardan Gadhavi Garba 2026 |  Latest Bollywood Songs |  Upcoming Hindi Movies |  Box Office Collection
Home >> Movies >> Sanju (2018) >> Main Badhiya Tu Bhi Badhiya

Main Badhiya Tu Bhi Badhiya - Sanju (2018)

Singers: Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan

Lyrics - Main Badhiya Tu Bhi Badhiya - Sanju 2018 Song

Main badhiya tu bhi badhiya
Shaadi kar le saawariya
Phootengi phir phuljhadiyan
Badhiya badhiya

Main badhiya tu bhi badhiya
Par main azad hoon chidiya
Rakh tu apni phuljhadiyan
Badhiya badhiya

Chatt mangi kar patt mangi
Mujhe patni bana le jhatt patt apni
Sun pagli main chhora jungli
Arre kaahe ko banana chahe meri chatni
Aaha aaha

Main badhiya tu bhi badhiya
Par main azad hoon chidiya
Rakh tu apni phuljhadiyan
Badhiya badhiya

Sun sajna kal aaya sapna
Maine sapne mein dekha mandap apna
Sab taare the barati
Sang naach rahe suraj chanda

Jaag ja re pagli tu
Sapna nahi hai yeh hai durghatna, durghatna
Suraj se mandap jal jayega
Mujhe nahi pakna, mujhe nahi pakna
Aaha aaha

Main badhiya tu bhi badhiya
Hum kyun phoonkein yeh duniya
Rakh tu apni phuljhadiyan
Badhiya badhiya

Badhiya badhiya
Badhiya

Samjhe aan, badhiya

Download Main Badhiya Tu Bhi Badhiya