Latest Bollywood Songs |  Upcoming Hindi Movies |  Upcoming Tamil Movies |  Upcoming Telugu Movies|  Box Office Collection
Home >> Movies >> Vanvaas (2024) >> Bandhan

Bandhan - Vanvaas (2024)

Singers: Vishal Mishra, Palak Muchhal

Starring: Utkarsh Sharma, Simrat Kaur

Lyrics - Bandhan - Vanvaas 2024 Song

Tumse Jeevan Baandh Liya Hai
Dhoop Aur Barsaaton Tak
Tumse Jeevan Baandh Liya Hai
Dhoop Aur Barsaaton Tak

Tum Hi Tum Ho Mere Din Mein
Tum Hi Tum Ho Raaton Tak

Laaga Tumse Mann
Yun Laaga Tumse Mann
Ke Laaga Tumse Mann O Piya O Piyaa

Laaga Tumse Mann
Yun Laaga Tumse Mann
Ke Laaga Tumse Mann O Piya
Ho o o

Tere Khaatir Jeeti Hoon Main
Tere Khaatir Sajati Hoon
Tere Aankhein Keh Deti Hain
Tujhko Sundar Main Lagti Hoon
Tujhko Sundar Lagti Hoon

Yun Hi Baandh Kar Rakhna Mujhko
Apni Preet Ke Dhaagon Tak
Tum Hi Tum Ho Jab Main Jaagoon
Tum Hi Tum Ho Khwabon Tak

Laaga Tumse Mann
Yun Laaga Tumse Mann
Ke Laaga Tumse Mann O Piya

Laaga Tumse Mann
Yun Laaga Tumse Mann
Ke Laaga Tumse Mann O Piya O Piyaaa

Laaga mann Tumse O Piya
Ke Laaga Tumse Mann
Ye Laaga Tumse Mann
Ye Laaga Tumse Mann Ho Piyaa

Download Bandhan