Singers: Arijit Singh
Chota sa fasana Kisi ko pata na Isey kya sunana Chal pade hain jo hum Ab kaisa bahaana Isey hai nibhaana Ye safar hai nayaa Kya se kya ho gaya Aage kya hai aana Bekhabar main yahaan Befikar hai jahaan Kisey kya bataana Ki dil mera (ho..) hai banjaara (ho..) Par man phir bhi (ho..) yeh maane na… Khuli aankhein dekhe Manzar nayaa sa hai Dekho raahein pooche Manzil meri kaha hai Ho pata laapata Kisi ko kya pataa Ki mujhe jaana hai kahaan? Iss safar ki wajah Hai yeh farz yaa sazaa Yeh maine jaana hai kahaan? Ki dil mera (ho..) hai banjaara (ho..) Par man phir bhi (ho..) yeh maane na…