Kinjal Dave Garba 2026 |  Atul Purohit Garba 2026 |  Falguni Pathak Garba 2026 |  Geeta Rabari Garba 2026 |  Aishwarya Majmudar Garba 2026
Bhoomi Trivedi Garba 2026 |  Jigardan Gadhavi Garba 2026 |  Latest Bollywood Songs |  Upcoming Hindi Movies |  Box Office Collection
Home >> Movies >> Main Vaapas Aaunga (2026) >> Kya Kamaal Hai

Kya Kamaal Hai - Main Vaapas Aaunga (2026)

Singers: Diljit Dosanjh

Starring: Diljit Dosanjh, Sharvari, Vedang Raina

Lyrics - Kya Kamaal Hai - Main Vaapas Aaunga 2026 Song

Ye Chehre Meheke Hain, Oh Yeah
Ye Naghme Bikre Hain, Oh Yeah
Dilfareb Si Hai Raunak-E-Jahan
Dilfareb Hai Ye Saari Chahat-E-Jahan

Na Koi Khafa
Na Bewafa Hai Yahan
Na Koi Juda
Na Gumshuda Hai Yahan

Kya Kamaal Hai
Kya Kamaal Hai
Na Musibatein
Na Malaal Hai

Saara Jag Ye Lagta Dukh Se Khaali
Ranga Li Khushiyon Mein Khushhali
Saare Sadme Rehte Apni Had Mein
Ye Kadd Mein

Chhote Phoolon Se Bhi Chhote
Dukhon Wale Sikke Khote
Chhote Phoolon Se Bhi Chhote
Sikke Dukhon Ke Sabhi Ke Khote

Na Chalte The
Na Chalte Hai Yahan
Na Koi Waham
Na Beraham Hai Yahan
Na Koi Zulm
Na Hi Zakhm Hai Yahan

Kya Kamaal Hai
Kya Kamaal Hai
Na Shikayatein
Na Sawaal Hai

Yaara Sun Le O Yaara
Jhagdon Ka Maara Bewajah
Saara Jalta Jahan Ye
Tera Mera Hai Bacha Le Ise

Na Sharafaton Ka Jawaal Hai
Na Mohabbaton Ka Akaal Hai

Ho Ho, Kya Kamaal Hai, Kamaal Hai
Kya Kamaal Hai, Kamaal Hai
Ho Ho, Kya Kamaal Hai, Kamaal Hai
Kamaal Hai, Kamaal Hai

Kya Kamal Hai, Kya Kamal Hai..

Ho Ho, Kya Kamaal Hai, Kamaal Hai
Kya Kamaal Hai, Kamaal Hai
Ho Ho Ho Ho..

Ho Ho, Kya Kamal Hai

Download Kya Kamaal Hai